answersLogoWhite

0


Want this question answered?

Be notified when an answer is posted

Add your answer:

Earn +20 pts
Q: Who perform nimaz e jnaza of Muhammad ali jinnah?
Write your answer...
Submit
Still have questions?
magnify glass
imp
Related questions

What nicknames does Nimaz Dewantary go by?

Nimaz Dewantary goes by Nimaz.


What is the birth name of Nimaz Dewantary?

Nimaz Dewantary's birth name is Nimaz Indryastuti Dewantary.


What has the author Tufail Barkati written?

Tufail Barkati has written: 'Hamari Nimaz'


Why do shias offer nimaz 3 times?

Shias offer nimaz 5 times. but because it is permitted to offer 2th and 3th prayer and 4th and 5th together, it seems shia Muslims offer namaz 3 times. but not all of shia Muslims combine prayers. still not combining and performing them separately is recommended.


Muhjha wazifa chaiye jis se meri shadi hojaye?

after nimaz e isha 500 time sajde main 40 din tak aiy ayat parein. Surat yousaf, Ayat no 24


Identify the thing having nikah cannot be done and not having nimaz e jinaza cannot be done?

the answer of this question is death.in the presence of death we can,t have nikkah and in the absence of death we can,t have namaze jinaza Edit: Also 'Kafan'


Wo kon se nimaz hia jis ki azan nahi or wo kon se azan hia jis ki nimaz nahi?

namaz e janaza aisi namaz hai jis ki koi azan nahi hoti jb k kisi musalman k paida hone pe Jo azan di jati hai wo aik aisi azaan hai jis ki koi namaz nahi hoti hai...


What do pilgrims change their name to after hajj?

No change in name should take place after doing Hajj. People start calling a pilgrim "Haji" just out of respect. I don't let people call myself Haji. Well, Performing Hajj is a religious duty. If you offer Prayer-Nimaz- no one calls you Nimazi.


What is a mirage and what causes it?

Dear, Assalamu Alaikum Warahmatullahi Warakatuhu. I would like to recommend and refer you towards the scholars(ulema-e kiram) which may be available in your nearby mosque or madrassah who can answer you.if you are not satisified with them,just read the famous tafseer of Maulana Ashraf Ali Thanvi or Maulana Ahmad Ali Lahori of Surah Bani Israel Ruku 1st Part 15 of the Holy Quran which will,Insha Allah,satisfy you about the facts and causes of MERAJ MUBARIK. The brief answer is that the last and the universal PROPHHET of all mankind HAZRAT MUHAMMAD(Peace Be Upon Him) was bestowed with the meeting of Allah Almighty by managing a tour for him in the Heavans Where he saw the Paradise and the Hell and was granted the presnts of SALAH(NIMAZ).This all took no time and he came back.


Wikipedia in urdu of hazrat umar farooq?

Start With the Great Name of Allah, Who is Most Kind & MercifullThe Introduction of Hazrat Umar R.A2nd Caliph "Hazrat Umar Farooq"Born: 581 Mecca, Saudi ArabiaFull name: Umar ibn al-KhattabReign(Khilafat): 634 - 644 (10 and a half year)Titles: Amir al-Muminin Al-Farooq (The Distinguisher between Truth and Falsehood)Died: 7 November 644 Medina, Saudi Arabia(Age:63 years)Buried: Al-Masjid al-Nabawi, MedinaTwelve years younger than Holy Prophet (PBUH)EARLY LIFEye kissa ik aise din ka hai jab makka main garmi buhat urooj par thi, sakht chilchilati dhoop main ik shakhs daraz kad, jawan umar jis ka naam Umar tha,seene main badle ki aag liye howe apne maqsad ki takmeel ki khatir shadeed garmi ki parwa kiye bager tezi se kadam uthae rawan dawan tha us k samne sirf ik hi mission tha k kisi tarah insaniyat ko nai zindagi bakhshne wale shakhs Hazarat Muhammad S.A.W ko (nauzbillah) maut ki need sula doon.us no jawan ko ye maloom nahin tha k subah ki Aaaqa he naamdar Hazrat Muhammad Mustafa S.A.W ki Dua "Ae Allah!! ISalm ko Abu jehl bin Hisham ya Umar bin Khitab k Zariye Phehla de" (Tirmizi) Assamano ko cheerti howe arsh tak ponch chuki hai aur dua bare sharaf k sath qabool ho chuki hai.raste main jb un ki behn ka ghar aaya to wo apni behn k ghar gae kiyon k unhe pata chala tha k un ki behn ne b Isalm Qabool kiya hai.jb Fatima Bint Khitab ne Umar Bin Khgitab ko dekha to Quran ki kuch Surah chupa di.Umar Bin Khitab ne pehle un ko maara jb un ki nazar Surah Tahha ki kuch ayyat par pari to un ka dil mom sa hogaya aur wo Aap S.A.W k pass Gaar-e-Hira gae, Sab sahaba pareshan hogae k aaj kia hona hai, tab Aap S.A.W aae Gaar se bahir aur muskarte howe kaha "Umar tum Baaz nahi aaoge.." Aur IS Tarah Hazrat Umar Bin Khitab Islam ki raah pe aagae.phir unhone ne khule aam Iqrar kiya Islam ka tab kafiron k pairon se Zameen nikal gai k ab hum kia karengy.phir unhone buhat si aziyaten sahi aur jawan mardio k sath un ka dat kar muqabila b kiya, Hijrat e Madina k moqy par aap ki lalkar dushmano k liye haar sabit howi.phir gazwat ka daur shuru howa jis main Aap S.A.W k sath sath Sayyiduna Hazrat Umar R.A Howa karte the.Shaan E Farooque E AzamSayyiduna Hazrat Umar R.A k jalal ka ye Aalam tha k Hazoor Akram S.A.W ne Farmaya k "kasam Hai Us Zaat ki Jis k hath main meri jaan hai, agar shetan tumhe dekh leta hai to us raste se katra kar dosre raste par chlta hai.(Sahi Bukhari)".Sayyiduna Hazrat Umar R.A is baat se nawaze gae the k Jo baat wo kehte the wo Quran ki Ayyat ban jati ya Hadees ban jati thi buhat se maqam py.==>ik Baar Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne Aap S.A.W ko kaha k maqam e Ibraheem par 2 raqat namaz parhni chahye,Aap S.A.W ne farmaya k aisa koi farman nahin hai, usi waqt wahi aai aur farman howa "maqam e Ibrahim ko Namaz parhne ki jagah bana lo".==> Jab rais ul Muhajreen Abdullah bin ubi bin Sulool ka janaza Huzoor Akram S.A.W k samne laya gaya to Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne Arz kia k Is Dushman e Islam ka janaza na parhaya jae, so Allah talla na Surah Tauba ki Aayat Nazil farma kar Zabit de diya k "munafiqeen ki jamat ka koi bad bakhat b mar jae to na to us ki janaza nimaz parh jae aur na us ki qabar par khada howa jae".==>Arab main pehly ihtiyatan parda kiya jata tha, lazim nahi tha.ik din Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne arz kia k AAQa (P.B.U.H) ye humari gerat ko ganwara nahin hai k humari aurton k ooper parda lazim na ho, to phir hukam howa aurton k parde ka, (Tirmizi).ELECTIONHazrat Abu Bakar R.A k inteqal k baad Sayyiduna Sayyiduna Hazrat Umar R.A Muslamano k khalefa chune gae, unhone b Hazrat Abu Bakar ki Tarah Quran O Hadess ko Apna Qanoon banaya.Duar E Khilafat01.==> Un hone Bait ul Maal Qaim kiye.02.==> Insaaf ki Adalten poori hukumat main banaegai, jahan py judge aur majistrates case handle karty the.03.==>Fauji Chonkiyan lagai gai awam k bachao k liye.04.==>Road aur nehron ki buniyad daali gai.05.==>Schools/Madarse khole gae, jahan py Imam, Muazzin aur Ustad ko tankhuwah di jati thi.06.==>Masajid ko Makka aur Madina main behtar banaya gaya hajion ki saholat k liye.07.==>Thaane aur jail banae gae mujrimon k liye.08.==>Pehla Islami Calender banaya gaya, Hijrah se le kar tab tak.09.==>population census shuru ki gai.10.==>yateem Khaane aur social welfares open howe.11.==>Ghulami par banne lag gaya aur sahi sazaon ka nizam rakha gaya.Life StyleHazrat Umar Farooq R.A Qalander aise the k jahan thehre kisi darakhat par chadar daal di to usi k saae main let gae, Sikander aise the k Rom ka kesar aur Iran ki shenshaeyat un k naam se mashhoor thi, faqeer aise the k badan par Jo karphy pehnte us main 12 rafo howa karte, sar par phata ammama aur paaon main phati jootiyan hoti theen, ameer aise the k 22 lakh marbah meel par un ki hukmirani ka parcham lehrata tha. Insaf aur hukamat ka ye aalam tha k Kasam Kha kar farmate the k "Agar meri saltanat main Insan to bari baat hai koi kutta b bookh se mar gaya to main Undallah masool hoonga."ShahadatAik Majoosi Gher Muslim Abu Lulu Feroz ik Din Sayyiduna Hazrat Umar R.A k pass apne malik ki shikayat le kar aae k wo un py tax laga raha hai, Aap R.A ne tehqeeq karwai k kesi tax, jb tahqeeq poori hio to Aap R.A ne Abu lulu Feroz ko kaha k tax haqi lagi hai aur na haqi nahi, to wo gustakh guse me chala gaya, aur dosre din Subah Fajir ki Namaz main us ne Sayyiduna Hazrat Umar R.A ki peeth main 6 bar war py war kiya, aap py be behoshi ki tareki AA rahi thi k aap ne farmaya k mujhy kone main rakha jae pehle namaz poori ki jae, sab ne namaz Ada ki, to Aap R.A ne poocha k kis ne mujhy maara, to kisi ne kaha k kisi majoosi ne aap py war kia, to Sayyiduna Hazrat Umar R.A k Chehre py ronak aai aur hath utha kar Khuda ka shukar kia k aap py kisi muslaman ne war nahin kia, phir aap 3 din tak zakhmi the, phir 23.A.H main Wafat kar gae.Aap R.A 63 saal ki umer main wafat kar gae, Aap R.A ne 10 Saal, 6 maah, 4 Din Khilafat ki. aur aap 3 din zakhmon ki halat mainWritten & Composed By: Jaseem Ahmed Bhutto